Re-Grow Your Hair In 90 Days

By – BIBEK PURi

Introduction

Mera naam Bibek Puri hai, aur yeh meri kahani hai. Main jab 16 saal ka tha, tab mujhe hairfall hona shuru ho gaya. Us waqt mujhe hairfall ke baare mein zyada pata nahi tha, bas yeh sochta tha ki sirf old age mein hi logon ke baal girte hain. Mujhe nahi pata tha ki hairfall se jawani mein bhi takle ho jate hain.

20 saal ka hone par mujhe realization hua ki mere saath bhi yahi ho raha hai. Mujhe samajh nahi aa raha tha ki aakhir mere baal kyun gir rahe hain. Mujhe tab nahi pata tha ki hairfall ke bhi kai reasons hote hain aur hum isse manage bhi kar sakte hain.

Yahi samajhne ke baad maine apne hairfall par focus kiya, reasons ko samjha, aur solutions ki talash mein lag gaya. Aaj, main apne experiences aapke saath share karne ke liye tayaar hoon, taaki aap bhi apne baalon ki achi care kar sakein aur hairfall ko effectively manage kar sakein.

Yeh eBook aapke liye ek guide hogi, jo aapko help karegi apne hairfall ke issues ko samajhne aur unhe control karne mein. Toh chaliye, shuru karte hain ek naye safar ki taraf, jahan hum hairfall ko pehchanenge aur uska samadhan dhoondhenge.

Hairfall Hone ke Kya karan(Reason)

Baal girne ke kai karan hote hain, jo aksar hume chhoti umra mein samajh nahi aate. Jaise maine pehle kaha, baalon ke girne ke karan samajhna hair health ko maintain karne ka sabse pehla aur zaroori kadam hai. Agar aap yeh samajh nahi paa rahe ki aapke baal kyu gir rahe hain, toh ab dhyan se aage padhiye:

Genes

Takriban 80% log genetic hairfall ka shikaar hote hain, toh main isse kaise bach sakta hoon? Mera bhi genetic hairfall hai. Genetic hairfall mein aapki hairline dheere-dheere piche jaane lagti hai. Is hairfall ka koi specific karan nahi hota, bas yeh hota hai ki aapke papa ya mummy side se kisi ko hairfall ki problem rahi hogi, aur wahi genes aapke birth ke waqt aapko mil gaye, jisse aapke baal girne lage.

DHT (Dehydrotestosterone hormone)

Jab testosterone hormone 5-alpha reductase enzyme ke saath react karta hai, toh yeh testosterone ko dihydrotestosterone (DHT) hormone mein convert kar deta hai. DHT hormone

blood circulation ko scalp ki taraf jaane se rokta hai. Jab blood scalp tak nahi pahunchta ya bahut kam pahunchta hai, toh nutrients ki kami ki wajah se baal patle hokar girne lagte hain. Read More ……….

FOR MORE INFORMATION DOWNLOAD OUR EBOOK ONLY @99RS

Kese pata kare ki konsa hairfall horaha hai?

Thyroid Function Test: Yeh check karega ki aapki thyroid gland sahi se kaam kar rahi hai ya nahi.

Blood Tests (Khoon ke Test)

Complete Blood Count (CBC): Yeh aapke overall health ko jaanne mein madad karega aur kisi infection ya anemia ka pata lagane mein madad karega.

Iron Studies: Yeh check karega ki aapke sharir mein iron ki kami toh nahi hai, jo hair growth ke liye zaroori hai.

Hormonal Tests: Androgen levels ya other hormone levels ko check karne ke liye. Read More……

FOR MORE INFORMATION DOWNLOAD OUR EBOOK ONLY @99RS

Kya Muthi Marne Sai Baal Girte Hai?

Prakritik ya forced sexual desire ko shaant karne ke liye bahut se log muthi maarte hain. Lekin kya muthi ka baalon ke girne ya baalon ki sehat se koi sidha sambandh hai?

Ek study ke mutabik, 2000 logon par kiye gaye prayog se yeh pata chala ki 80% purush aur mahila muthi maarte hain. Muthi maarne se jo birya nikalta hai, usmein bahut saara protein hota hai. 100 ml birya mein approximately 5.04 gram protein hota hai, aur ek baar muthi maarne par lagbhag 3.3 se 3.7 ml birya nikalta hai. Iska matlab yeh hai ki protein ka jo nikaas hota hai, wo bahut hi kam hota hai.         .READ MORE….

FOR MORE INFORMATION DOWNLOAD OUR EBOOK ONLY @99RS

Proper Diet For Hairs Grow

Ab tak aapko yeh samajh aa gaya hoga ki hair loss ke surface-level reasons se zyada, internal ya underlying causes hoti hain. In causes mein sabse bada role food ka hota hai. Toh chalo aaj hum yeh samajhte hain ki kis tarah ka food khana chahiye, kya cheezein diet se avoid karni chahiye, aur ek balanced diet kaise honi chahiye jo lambe samay tak aapke baalon ki health ko badhiya rakhe.

  • Kaisa food khana chahiye
  • Kaisa food avoid karna chahiye
  • Diet kaise honi chahiye

Ab chalo pehle point se shuru karte hain, ki kis tarah ka food khane se baal kaale, mazboot, aur mote ho sakte hain. READ MORE…….

Sample of Ebook

FOR MORE INFORMATION DOWNLOAD OUR EBOOK ONLY @99RS

Whatsapp Par Chat karne ke lea Niche Click Kare

Scroll to Top